Dharknon k nasheeb-o-faraz ko sanwara tha,
“OR BUSS”.
Kaghez pe dil ka bojh utara tha,
“OR BUSS”.
Bus itna janta hoon k awaaz us ki thi,
Itna ptaa hai us ne pukara tha,
“OR BUSS”
Dunia ki fiqr kia thi zamany ka khof kia?,
Hum ko faqt khyal tmhara tha!
“OR BUSS”
Chahton k jahan main faeda ho na ho magr, chahton k junon main sirf khasara tha !
“OR BUSS”
Logon ne usko meri Mohbat samajh lia,
Wo mujh ko apni jan se pyara tha
OR BUSS…

Loading ...
November 18th, 2008 in
Poetry SMS | tags:
poetry |
No Comments
bohat chahti hai mujhe, par iqrar nahi karti
woh pagal hai ya nadan, kyun izhar nahi karti
English mein kehti hai “I LOVE YOU”
Urdu mein kehti hai ” MEIN TUM SE PYAR NAHI KARTI”

Loading ...
is hawa mein khushbu hai aapki
is chand ki roshni mein surat hai aapki
is dil se jo mar kar bhi juda na ho sake
wo sirf or sirf muhabbat hai aapki

Loading ...
Us se pyar kar k meri kismat hi jaag gayi,
Us se pyar kar k meri aarzo bhi jaab gayi.
Phir aik din aisa howa yaaroo.
.
.
.
Woh kambakht kisi SARDAR k sath bhag gayi.

Loading ...
Wo to milta hai mehdood say lamhon mein mujh ko….
Phir bhi dil hai k kitni fursat say sochta hai usko….

Loading ...
Kabhi fursat jo naseeb ho,
Chalay aana mere paas tum.
Hain adhuray kitne maamlay,
Meri zaat se, Teri zaat Tak.

Loading ...