Chanda mama so gaye
Chanda mama so gaye,
Suraj Chachu Jage,
Subah ho gayee mamu…
bole to Good Morning
Chanda mama so gaye,
Suraj Chachu Jage,
Subah ho gayee mamu…
bole to Good Morning
7 wonders of the world.
Bole to
1. apun,
2. apunki smile ,
3. apunka estyle,
4. apunki face,
5. apunka nature,
6. apunka msgs, aur
7. bole to TUM apun ka friend.
Apun ek sher bolega,
Choro Taraf Chand fenkrela hai light,
Boleto ho gayeli hai night,
Band karne ka tube light,
Aur soneka tight, Bole to, Bye Good Night..
Kya mamu apun ki yaad nahi aa reli kyaa?
Kya apun hi tere ko aise jhakas msg bhejta rahenga kya?
Bole to tu bhi ek-do rapchik msg chipka dal!
God puchha kidhar jaane ka maangta?
Swarg ya narak?
Apun bola narak.
Maloom kyon?
Tum saala dost log udharich milega.
Bole to jidhar tum,
woich apna swarg hoga.
Munna bhai: Abe circuite bata,
agar bina dato ka kutta kate to kya karne ka?
Circuit: simple he na bhai,
bole to bina sui k 14 injection lagane ka.
Tum apun ko itna sms karta hai..
Apun ko reply karneko majbur karta hai..
Kya iske peeche koi plan hai..
Ya auro ki tarah tum bhi apun ka fan hai..