aik bandar ka bacha apni maan say
aik bandar ka bacha apni maan say: maa main itna badsurat kyon hoon maa beta khuda ka shukar karo aur, usay dheko jo message pardh raha hai
Kiya ap kay sir per seengh hain?
Kiya ap kay sir per seengh hain? no r u sure? plz check again. no? ok no problem waqie Gadhay kay sur per seengh nahi hotay:p
Suraj bana tu badal banay
Suraj bana tu badal banay,chand bana tu taray banay,husn bana tu deewanay banay.kuch tu hai baat aap mai.yun hee tu nahi pagal khanay banay…:D
Bhikhari: Saab 1 rupaya de do.
Bhikhari: Saab 1 rupaya de do. Saheb: Kal aana. Bhikhari: Saala is kal-kal ke chakkar mein is colony mein mere lakhon rupaye fase huye hain.
What’s the diff between Dava & Daru?
What’s the diff between Dava & Daru? Dava is like girlfriend, that comes with expiry date and Daru is like wife, Jitni purani hogi utna sir chad ke bolegi.
Larka: aik larki ko chairte huwe
Larka: aik larki ko cherte huwe kahta hai k jan-e-man is dil mai a jao. Larki: sandil utaroo kia?????Larka:jan-e-man ye dil hai koi masjid nahi sandil pahan kar hi ajao.
Jab barish hoti hai
Jab barish hoti hai, Tum yaad aate ho. Jab kali ghata chaye, Tum yaad ate ho, Jab bheegte hain tum yaad aate ho, Bataoo Meri umbrella Kab wapis kro ge!