Mobile main CNG lagwao gay?
Kiya lay ker ayai thay—-? Kiy lay kar jao gay…?? Mujhey SMS nahin kar k kitnay paisay bachao gay? Itnay paisay bacha ker kya….. . . . Mobile main CNG lagwao gay:p
PaPa kehnay say lipstic kharab hoti hay
Papa beti sa:- Beti pehlay to tum mujhey papa kehti thein, Laik ab tum mujhey DaD kehti ho,kion? Beti:- Oh DaD, PaPa kehnay say lipstic kharab hoti hay
Raam nay been bajai
Raam nay been bajai, or seeta duur k ayai… Kishan nay bansuri bajai, or Radha bhaag k ayai… aur hum nay sirf seeti bajai, Woh sali BHAI ko lay aai :phehe
Us ki shadi ki biryani kha baithay
Hoslay saray azma baithay, Hum zamanay k ghum utha baithay, Jis ki chahat main umer bhar tarpay, Us ki shadi ki biryani kha baithay:)
Guddu gana ga raha tha
Guddu gana ga raha tha, “aaj main ooper Aasma neechay” To Pappu nay Guddo ko bohut maara, Bhala kion??? kion k Aasma pappu ki behan thi. hehe:p
Kash tum bakri hotay
Kash tum bakri hotay ! Main tumhain ghaas khilata or pyar say tumhara seeng hilata aur pochta… PAGAL kon??? tum ya Main? or tum pyar say boltay Main Main..
Life main hamesha haste raho
Life me hamesha Haste raho, Muskurate raho, Gaate raho, Gungunate raho Taki tumhe dekhte hi log samajh jayen k tum ‘UNMARRIED’ ho.