Ishq sabhi ko jeena sikha data hai
Ishq sabhi ko jeena sikha data hai, wafa k naam pr marna sikha deta hai, ishq nahi kya to kar k dakho lo, zalim har dard sehna sikha deta hy
Itna ajao pasand tm KHUDA ko
Itna ajao pasand tm KHUDA ko, K tmhari QABOLIYAT ki ye sorat ho, Bin mange tm ko mil jae sb kuch, K DUA ko khud tmhare Hathon ki Zarorat ho. (Ameen)
Itna na yaad aaya karo
Itna na yaad aaya karo k raat bhar so na sakain, FARAZ, Subah ko surkh Aankhon ka sabab poochtay hain log…)
Jab tanhai me aapki yaad aati hy
Jab tanhai me aapki yaad aati hy, Hontho pe ek hi fariyad ati hy… Khuda aapko har khushi de, Kyonki hamari har khushi aapke bad ati hy.
Jannat me Rajab naami ek nehar hai
Jannat me Rajab naami ek nehar hai jo dodh se ziada safed, shehd se ziada methi hai. Jo Mah-e-Rajab mein 1 roza rakhy ga wo is nehar se serab hoga
Jo NAMAZ ko HAQEER smjhta hai
Jo NAMAZ ko HAQEER smjhta hai, usay MARTE howe ye 3 SAZAIN milti hain: 1.Wo zaleel marta hai. 2.Wo bhoka marta hai. 3.Wo pyasa marta hai. (agerchay wo tamam samander ka pani bhi pilay, wo pyasa hi marega)
batao tumari akhari kwaish kia ha
Judge, Mujrim se, batao tumari akhari kwaish kia ha? Mujrim 1 Nokia N95 5 Karor Rupay USA ka Visa Shadi or 4 Bachay jo apko “NANA” kahen…!